''Aaj Ke Baad Tum Mujhe Call Mat Karana,
Na Sms Karana, Baat Bhi Mat Karana,
Milane Ki Koshish To Bhul Se Bhi Mat Karana,
Kyonki Doctor Ne Mujhe
Mithi Cheejo Se Dur Rahane Ko Kaha Hai''
Khuda kare k ye saal apko raas aajaye.
Jesay aap chahey
wo aap k paas aajaye.
aap sara saal kanwara na rahey.
aap ka rishta lay kar aap ki saas aajaye.