Reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai....
reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai....
woh kambakht na jane kaunse sabun se nahata hai!!
MUNNA BHAI visits Mysore palace.
CIRCUIT: bhai us kursi par mat baithna.
MUNNA: kaiku ?
CIRCUIT: wo tipu sultan ki he bhai.
MUNNA: tension kaiku leta he re maamu ?
aayega to uth jaunga re ,i shappath !!!
Santa to his mother-Maa Khush khabri hai
Ma-Bol beta
Santa-Hum 2 se 3 ho gaye hai
Ma-Beta hua ya Beti
Santa-na Beta na Beti, Teri Bahu ne Doosri Shadi kar li hai!