HELLO sO rAHe HO kYa ?????

HELLO sO rAHe HO kYa ?????
HELLO sO rAHe HO kYa ?????
kYuNKI kIsI nE MuJhSe KaHa kI PaGaLo kO NeEnD NaHi aAtI. IsLiYe mAiNe SoCh kI AbHi PaTa KaR lU



KyUnKi AaP BaHuT aKkALMaND HaI Na !!!!!
  

May, 18 2010     170 chars (2 sms)     4423 views       Funny

more Funny SMS Messages

''Ek bar kuch bandar jangal se bhag gaye phir wo hotel mein phuchen unme se ek pizaa kha raha tha ek burger kha raha tha aur kuch bade dhayan se ye message parh rahe the.''
gum mein jeene me maza aata hai.
gareebo ke ghar bhi khudaa jata hai..
1 hum hai barish ki tarah sms karte hai
1 aapka sms sarkari nal k pani ki tarah aata hai

Paida Hua Zardari Tou
Shaitaan Ne Kaha

.
.
.
.
.

Lo Aaj Hum Bhi
Sahib-e-Aulaad Ho Gaye

;->
Kuttay Kameenay..!!J
a marr, dafa ho.
teri shakal pehle din se he kameeno jesi lagi thi mujhe,
Chimgadar ki shakal walay,
Khabis Insan... ;->
Women are confusing…
Before marriage they expect a man, after marriage they suspect a man, after he dies they respect the man.

1 Larki Namaz Parh kr Dua mang rahi thi,

Uski Maa ne Pucha: Tum ne Dua me Kia Manga?

Larki: Wohi Manga jo Har Larki ki Khuwaish hai

Maa: Kya?

Larki:

.
.
.
HumAyuN
''hum gaye the gar un k ye khne k dil se dil milalo..
nikli uski ami..maine kaha anti taliban wale aarahe hain cable catwa do....
Dulha: Aaj se tum meri Zeenat ho, Tabasum ho, Tamanna ho...

Dulhan:
Sharma k...
Ji Aaj se aap b mere liye
Naveed ho,
Tahir ho,
Imran ho.
Kamran ho..;-)


Fat man: Dr. Main patla hona chahta hun

Dr.: tm rotiyan kitni khate ho?

Man: 12

Dr.: aj se tm 4 roti khao ge.

Man: in ko bad me khana hai k pehle :-)
Dedicated to BHAI LOG...

Kbhi Kbhi Mere Dil Me Khayal Ata Hy Agr

Altaf Bhai London NaJate To Kya Hota?

To 9.0 Pe Unka Mazar Hota

Mustafa Kamal mazr k upar over head or nechay under pas bana kar signal free mazar banata

Farooq Sattar Sajada Nashin Hota

Babar Ghauri Wahan Charas Bechta

Wasim Akhtar Jooty Rakhny K Paise Leta

Shoaib Bukhari Langar Ki Degh Bnata

Saleem Shehzad Jeben Kat''ta

Baqi Rabta Commity Qawali Gati... =P ;->
Ladkewale:ladki ka nam kya h?Ladkiwale:hmari pyari,apki pyari,sbki pyari RAMPYARI..ladke ka nam kya h?Ladkewale:hmara gu,apka gu,hm sbka gu JUGGU!!
Aik Admi Apnee Biwi K Hr Kam Me Nuks Nikalta Tha

Agar Wo Anda Boil Ker Dati Tu Kehta K Fry Kerna Tha

Agar Fry Krti To Kehta K Boil
Kerna Tha

Aik Din Biwi Ne Dono Bana Liye

Pehle Tu Wo Dono Andoon Ko Ghour Say Dekhta Raha
Phir Kehnay Laga ..

"Tumhay Akal Kaab Aiy Gee .. Jis Anday Ko Fry Kerna Tha Us Ko Boil Ker Dia Aur Jis Ko
Boil Kerna Tha Us Ko Fry.. " . . . . . . . ["!"]