"MY Principle"

"MY Principle"
"MY Principle"

If someone throws a stone at you, throw a flower at him....

But, make sure that the flower is still in the pot.....!!
  

May, 20 2010     139 chars (1 sms)     3382 views       Funny

more Funny SMS Messages

Dr. To Patient's Friend:
Agar 1 Ghanta Pehle Le Aate Tou
Hum Isey Bacha Lete. . .
Patient's Friend:
Abay,15 Min Pehle Tou Accident
Hua Hy . .


Pathan Road Accident K Bad Bola
Hum Sedha Jata Tha
Road Bhi Sedha Jata Tha
Hum Seadha Chalta Geya

Road Yakdam Mur Gya

Samne Aik Darkht Ata Tha Ham Darkht Ki Taraf Jata Tha Darkht Hmari Tarf Ata Tha

Humne Break Mara

Darkht Nahin Ruka
Osne Aakar Gari Ko Takr Mara
Ye Khanzeer Darkht Ka Chalan Kro
Ek Chota Baby Apni Mummy Ko Kehta hai .

" IS MaiN kia hai Mumy ? "

Mumy: ais main mera Pyara sa Baby hai

" Itna hi pyara tha tu kah kyo liya? " :P lolx
Astronomers say
“The universe is Finite…”
Which is a comforting
Thought
For those people ,
Who cannot remember
Where they leave Things
Dog1 : Main Is Area Main Naya Aya Hun

Mujhe Yaha K Kutto K Sardar Se Milna Ha¡

Dog 2 : SsSshHh . . !

Chup . . .

Aawaz Mat Karo . .


Boss Msg Parh Rhe Hei
Tera hona zarori tha na
hona b zarori tha na

Kisi b yad ka hasti me
hona b zarori tha


Kaha tak suchte rehte ise sham e gariba me Thakan inti
safar ki thi k sona b zarori tha ;.->?
Message Abhi Baqi Hai Mere Dost..
Boy; I love you
tum dunya ki sab sy khobsort larki ho

Girl;acha par tumhary pechy mujh sy bhe khobsort larki khari hy
Boy; mor k pechy dekhta hy par wahan koi ni hota
Girl;agr tum sach mein mujh sy payar karty to tm kabhi pechy na dekhty i hate you
Moral
Moral woral kuch ni bs bachi zara taiz nikli
.
.
.
..
.
.
.
.
.
.
.
Par msg abhi baqi hy mery 2st
Boy;chalo jese tumhari marzi,magar ab ye diamond ring mai kisko dunga
Girl;lo!! ab mai apne janu se mazak bhi ni kar sakti.
Dil chahta hai

chori karon
jhoot bolon
sharab peon
rishwat khaon
qatal karon,

aur

jail jaon.


Shayad is tarah kabhi, main bhi president pakistan ban jaon.!


Kid:
Aunty, mummy ne chini mangi hai.

Aunty chini daitay howa,
“acha aur kia kaha mummy nay?”

Kid:Agar woh kamini na de,
to Pinki aunty se lay aana.


Tumhar msg ka intzar rehta hai

subajh sham dil beqrar rehta har

koi joke, koi shair, koi kahani bhejo

tum se rabta karne ko dil lagatar rehta hai

hoti hai khushi mil jaye jo msg tumhara

dair ho jaye, Ji sogawar rehta hai

teray her lafz se roshni photti hai

teray her khayal pe mujhe ikhtiar rehta hai

ab to mushkil hai is package se bachna

10 rupes loan "U" walon ka aksar udhar rehta hai . . . ;->
Nokrani:
Malkin aap udaas kyun ho?

Malkin:
Tumhare sahab apne office ki kisi larki se pyar karte hen.

Nokrani: Nahiiiiii.... Sahab mujhe dhoka nahi de saktay.
Here Is Some Career Advice


First, Listen To Your Heart




Then




Listen To Your Brains




Then




Do What Your Wife Tell You To Do . . . ;->