Dear Shameless customer!!!

Dear Shameless customer!!!
Dear Shameless customer!!!

V r withdrawing ur sms facility.

Records show that u have no out going sms since many months.

To retain service plz msg at 03343004071
  

May, 21 2010     170 chars (2 sms)     3692 views       Funny

more Funny SMS Messages




Bv:ap nay pichlay sal eid par
meri ami ko lohay ki kursi di the.
Is saal kia irada ha.
Shohar: is saal us main
current chornay ka irada ha. :->


English sher by PAPPU:

Always dream to raise higher,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

Wo0fer tu meri, main tera amplifier..... ;->
''Usne mujhe rat ko jungle me akele chor dya faraz.
.
.
.
Ye keh kar k
Pyar kia to darna kia..?''
Jab Tum Hum Se Khafa Ho Jao Ge . . .








Jab Tum Hum Se Rooth Jao Ge . . .









Jab Tum Humai''n Bhool Jao Ge . . .






Tabb






Aisa









Thappar Pare Ga Na K Sab Yaad Aa Jaye Ga . . . ;->


Jab Se Sardi ki Hui Hai Pehli Baarish,

Jism main Muslasal ho gai Hai Kharish,

Kuch Machcharon, Khatmaloon ki Bhi Hai Wajah,

Begum ne Bistra Alag Karney Ki, kee Hai Guzarish. :-)
''1 billi chohe ko pakr rhi thi choha bhag bhag kr jb thak gia to bare style se khary ho kr bola!

.

.

.

.

.

."Billo rani kaho to abi jan day don".''
Student To teacher : Kia Ye Sahi hai K Bache Qaum Ka Sarmaya Aur Qaum Ka Mstaqbil hain....???

Teacher:Haan Bilkul....

Student: Tou Phir Hukumat Is K Izaafe Se Pareshaan Kion Hai.... ??? ;->


Itnay anmol hein k khareed na saka koi hum ko Pappu

Heran-o-pareshan hein k ab IPL khelein to khelein kesay.;-)
Sardar was busy removing
a wheel from his auto.
A man asks sardar why are
you removing a wheel from your auto.
sardar : Cant you read the board.
Parking is only for 2 wheeler
Once Ther Was A Man By Name Bhagwan. A Beautiful Girl
By Name Raani Falls
In Love With Bhagwan. After Few Days Of Their Affair,
Raani Dies. Why??
.
.
.
.
.
.

.
Kyonki Woh Bhagwan Ko Pyaari Ho Gayi!!
Agr Jamez Bond Mera Bara Bhai Hota To Kya Hota?

!


!


!


!



!
Ankh Khulti Or Subah Hoti Mamoo. . . .;->
Man:Janab Main 20 K/M Per Hr Ki Raftaar
Se Ja Raha Tha,
Mgr Phir Bhi Meri Car Ko Taiz Raftaari K
Ilzaam Me Band Kr Dia Gya,

Judge:Is Baat Ka Kya Saboot Hai?
K Tum Sach Kah Rahay Ho?

Man:Janab Is Se Barh Kr Or
Kya Proof Ho Ga K Us Waqt
Main Apni B.V Ko Lenay Susral Ja Raha Tha,