''Ladki boli: Chandni chaand se hoti hai, sitaron se nahi,

''Ladki boli: Chandni chaand se hoti hai, sitaron se nahi,
''Ladki boli:
Chandni chaand se hoti hai, sitaron se nahi,
Chandni chaand se hoti hai, sitaron se nahi,
Mohabbat ek se hoti hai, hazaaron se nahi.

Ladka bola :
Chandni agar chaand se hogi to sitaron ka kya hoga,
Chandni agar chaand se hogi to sitaron ka kya hoga,
Mohabbat agar ek se hogi to hazaron ka kya hoga.
  

May, 24 2010     321 chars (3 sms)     6721 views       Funny

more Funny SMS Messages

budget k baad b waheen par Pakistan hai,
budget k baad b waheen par Pakistan hai,

waziron kee khusiyani, aur awam pareshan hai
susti ki intiha,
Boy:papa aik glass paani de do
Papa:khud le lo
Boy:plz de do naa
Papa:Ab manga tou thappar maronga
Boy:Thappar marnay ao tou paani lete aana:-)
Aik pathan aurat bank check cash karany gai. clerk: yahan sign karo
aurat: kesay?
Clerk: jesay khat k akhir main likhti ho!
Aurat ny likha: " Twade kaky di maa"
aankh hee na royee hai dil b terey pyar mein roya, hum nein teri khatir apna chain sakoon b khoya hai,

In other words I have wasted too much time
Wife to husband: Stop looking at girls, u r married now.

Husband: U mean if i am on diet, i cant even look at the menu?

Rona Is Baat Ka Hai k
Rona Nahi Aata

Wo Paaye ga Kia Jisey
Khona Nahi Aata

Wo Ganda Tha Ganda
Hai Aur Ganda Rahe Ga

Jisey POTTY krne K
Baad Dhona Nahi Aata ... ;->
Policeman: Tum ne faqeer ko Q mara?

Pathan: Hum ne ise baar bola tha ke hum aisa waisa aadmi nahi hai,

Phir bhi ye bolta hai

"Aik baar de dey baba, phir nahi aaonga


KASHMEER Hamara Hai Aur Hamara Rahe Ga Hum Use Jeete Ji Aazad.?




Nahi

Hone Denge

Q
k

Agar Kashmeer Aazad Ho Gya To

5Feb Ki Chuti To Gayi Na Hath Se.. ;->
1 Pathan ki beti ko kisi ne SMS kia
I LOVE YOU
Pathan ghuse ma beti se kehta hy:
jis ne sms kia hy usay ma dekh lu ga filhal tm uska sms usay wapis bhejo... ;->
''Tum aa gaye ho ; Noor aa gaya hai
Chalo teeno picture challe.....''
Musharaf: Agar mey Plane sey 1000 ka note phenkoon, to?

Adviser: Aik Pakistani ka bhala hoga.

Musharaf: Agar 500 k 2 note, to?

Adviser: 2 ka bhala hoga.

:-) Musharaf: Agar 100 k 10 note, to???

:-m

Advider: Is tarah to 10 ka bhala hoga magar aap jump laga do to poorey Pakistan ka bhala hoga...!
''Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena''