Friends balloons ki tarah hote hain,

Friends balloons ki tarah hote hain,
Friends balloons ki tarah hote hain,

ek dafa hath se chhoot jain to wapas nahi ate



Is lia main sochta hon,



k


tumhari hawa nikal k apne pas he rakh lon!
  

May, 25 2010     173 chars (2 sms)     2366 views       Funny

more Funny SMS Messages

Chan Chandni rat meharma,
tim timande taare..

*****
*******
***********

msg koi nai bhejda
LAGDA SO GAYE SAARE.....
Do Pal Ki Bhi Khushi Na Mili Tou Kia Hua

Umar BhaGham K Sahare G Lainge

Kia Hua Jo Humari Girlfrend Nahi

Hum Aap KI Girl Friend K Sahare G Lainge ;->
Mulk e aziz ki salamti k liye student ko
1 hafta kya?
Aik saal b ghar ma bhetna paray tou
b is qurbani k liye hum tayyar hain
From,
NALAIQ STUDENTS ORGANIZATION.
"Dhaan k kashtkaroon k naam Aham paigham"

Jinn hazrat nein Dhaan kee paneeree kasht kar lee hai aur wo kheiton mein lagana chahtey hein wo in cheezoon ka khayal rakhein.

DAP 7600
kadayee 1000
Lagwayee 1200
aur Bijli 2000
Ek Larki Kisi K Saath
Bhaag Gai


Ek Larki Ko Kuch
Ghunday Utha Kr Le
Gaye


Ek Larki Apne
Shohar Se Larne
K Baad Apne Ghar
Aa Gai


Ek Larki Apni Saas k
Haatho''n Zulm Ka
Nishana Bani



El Larki Chhat Se Giri
Aur Usay Kafi Chotai''n Aai



















EXPRESS NEWS

Har LARKI Per Nazar ... ;->

Boy : Papa Mein Kal School Nahi Jaunga.
Papa : Kyu Beta?

Boy : Aaj School Mein Hamara Wazan Kiya Tha.

Papa : Toh Kya Hua?

Boy : Aaj Wazan Kiya Hai Kal Bech Diya to.;->
10 Dogs Were Running Than Another Dog Asked

Why r You Running . . . ? ? ?

The Other Dog Replied
"Agli Gali Main Naya Khamba Laga Hai
Chal SU SU Ker K Aate Hain" ;->
Aaj Newspaper me parha k cute Logon ko sMs karne se dil ki bimari ho sakti hai.!

To aj se BAND!!!









Kya Sms?






Nahi jee!















NEWSPAPER..
aaj ki taaza khabar aaj ki taaza khabar,
sciensdanon nay parhnay wala bandar dhoond lia hain,

kia aap ko yaqeen nahin aata

waqai nahin aata

common sense hay yaar

unhon nay tum ko kisi ka sms parhtay dekh lia hain.
height of rishtedari...




Ek ladka Gadhe ke samne gir gaya
Ek khubsurat ladki ne dekha aur boli:kyun, apne bade bhai k paon chhu rahe ho?
Ladka:jee haan, Bhabhi ji


Pathan interview dene gaya..
manager ne us se sawal poocha
what do you do..?


To pathan ne manager ko bola
happy birth day to you... ;->
Once Upon A Time...

A Legend Used To Send Messages & Fools Used To Enjoy Reading Them.


Now Again The Legend Is Back And The History continues! :p