Muna Bhai: Ye Gandhi Bapu Har Note

Muna Bhai: Ye Gandhi Bapu Har Note
Muna Bhai: Ye Gandhi Bapu Har Note
Me Haste Kyu Rehte Hai?

Circuit: Simple Hai Bhai...

Royenge To Note Geela Ho Jayega Na?
:-@
  

May, 25 2010     134 chars (1 sms)     3111 views       Funny

more Funny SMS Messages

Maths Teacher
Was Teaching
Mathematical Conversions

Teacher-If
1000 Kgs= Ton.
Then

For 3000 Kgs
=How Much?

Santa-
Ton!Ton!Ton!
''Ek bar kuch bandar jangal se bhag gaye phir wo hotel mein phuchen unme se ek pizaa kha raha tha ek burger kha raha tha aur kuch bade dhayan se ye message parh rahe the.''
Kuch Bewakuf Log Sms Ki Ek Line Parhte Hyn


Kuch Be Wakuf Sms Ki Do Line Parhte Hyn


Kuch Bewakuf Aadha Sms Parhte Hyn


Par Aap Ne Tou





Bewakufi Ki Hadh Hii Kerdi




Abhi Tak Sms PArh Rahe Ho . . . ;->
Qabr Ma frIshtE 1 AdMi ko Mar

rAhE thE pHr b w0 hANs rHa

tHa frIsHtE nA wJa p0cHI to

usNe kHa k "Mai kHudksH haMLa

Mai Mra hu yE sIr

MerA ha 0r JIsM kIsI or ka.
Husband: agr tm india me hoti to wha log zror tmhari pooja krty,
Wife:kya me husan ki devi jesi lgti hn?
.
.
.
.
.
Husband:
Nhi yar,
kali mata lgti ho.. =P ;->
Aik Pathan Road Pe Potty Kar Raha Tha.

Police Ne Usey Pakar Liya.

Jab Usey Le Jaane Lagey To Pathan Bola:


"Saboot To Utha Loa"
Reason Of Smile:Ek Ghar Se Har Waqt Hasne Ki Awazain Ati Thi.

Ek Din Ek Sahab Us Ghar Ki Taraf Gae K Itni Khush-Gwar Zindagi Ka Raz Malom Hoske.

Whan Jakar Pocha To Unho Ne Btaya, Ke Mere Biwi Larai Karte Waqt Mujhay Belan Se Marti Hai.
Agar Lag Jae To Wo Hasti Hai Aur Na Lage To Me Hasta Ho :-D
(Pak traffic police)

Motorcycle wala: Sir Meray papers to Complete hen!
Phir Chalaan Kyn?

Police: Beta Double Sawaari Khul gai he
or Tu Single
ja raha hai.
mujhe wo din aaj b yaad hai k jab,,,,,


tum hamari kursi sey ghirey they aur meinein kaha tha,

"kursi to bach ghayee hai na"!

mein uss din k liye muafi mangana chahta hoon aur aaghey sey jab b ghiro ghey to kahoon gha,

"Kursi chahey toot jaye par tum mat bachna"!
Khyal Ko Kisi Aahat Ki Aas Rehti Hy


Nigaho’n Ko Kisi Surat Ki Talash Rehti Hai


Tere Bina Koi Kami Tou Nahi


Bas Gali Wali Jamadarni Udaas Rehti Hy . . . ;-
1 memon ne arbi ko khoon dey k uski jaan bachai.
Arbi ne usay MERCEDES gift kardi.
Arbi ko phir khoon ki zarorut pari,
Memon ne phir khoon dia.
Ab k bar Arbi ne till waly laddu gift kiye,
Memon:Ghusse se, mercedez kion nahi di?
Arbi:Munna…!!
Ab hamarey ander bhi memono ka khoon dor raha hay:)


Ek Hair Transplant Kerney Wali
Company Ney Add Banaya Hae:






Aap Shaher Say Ayin Ya Pind Say..






Hamein Hamdardi Hay Sirf Aap Ki Tind Say..!! :-D