Mere Mehboob k dil

Mere Mehboob k dil
Mere Mehboob k dil se shak kyon nahi dhul raha.

.
.
.
.
.
.
.

Mehboob ko maaro goli.
Ye Roza kyon nahi khul raha??? :-0
  

May, 27 2010     133 chars (1 sms)     2247 views       Ramdan

more Ramdan SMS Messages

Hazrat Mohammad (S.A.W) Ne Farmaya:

Allah Taalah Farmatay Hain,

"Aulaad-E-Aadam Ka Har Amal 10 Guna Bharta Hai Siwaye Roze Ke,

Roza Mere Liye Hai Aur Main He Roze Ki Jaza Doon Ga."

(BUKHARI SHARIF)
Jisne bana dia her ghar ko gulistan.../

Chala jaega kuch dino ma ye mehman...//

Tohfe ma dey jaraha hay ye ''EID'' sabko...!

(Alvida ! Alvida)

mah-e -ramzan.
SaCH BATANA ROZY ME LARKI DEKH k KYA KRTE HO?

A) moo nechy
B) thora aasra
C) full aasra
D) ya phr roza apni jaga. Dunya dari apni jaga
Makayi ki roti,
Nimbu ka Aachar,
Suraj ki Kirne,
Khushiyo ki behar,

Chand ki Chandni,
Apno ka pyar,
Mubarik ho apko,

RAMADAN Ki Bahar
Be-Zabano Ko Jab Wo Zaban Deta Hy

Parhen Ko Phir Wo Quraan Deta Hy

Bakhshne Pe Aaye Jab Ummat k Gunaho''n Ko

Tohfey Mein Gunahgaro''n Ko "Ramzan" Deta Hy
Fisq hua duniya se door,
zehen ka ho gya Fitoor,
Khair ka hai har simt zuhoor,
sheesha e baatil chekna choor,
Neki neki subh o shaam,
Allah Allah mah e siyam,

Ho gaya parcham e khair buland,
Shaitan hai ab qaid men band,
Momin ke hai kaam pasand,
Nekiyan pahle se do chand,
Neki neki subh o shaam,
Allah Allah mah e siyam,
Mufti Sahab Ne Ailaan Kya Hai K Rozay Main Ek Cheez Kha Saktay Hain.

.
.
.
.
.
.
.
.
.

Main Bhi Khaa Raha Hon Aap Bhi Khaaen.

"HAWA" :-)
Send Him(PBH) The Gift Of Darood As Allah Taught
Allah Will Bless Us, Our Worries We Will Forgot
|||||||||
|| ('','') ||
||<||>||
|||||||||

Kia
baat hai is bar tume
Ramazan se pehle Band
kr dia... ;->
1 Month of Ramzan ...

4 WeEks of BaRkat ...

30 Dayz Of Forgiveness ....

720 Hours Of Guidance ...

43200 Minutes Of Purification ...

HaPpy RaMzAn ... (=
Trrrrn
Trrrrrrrrrn
Trrn
Trrrrrrn
.
.
.
.
Uth ja nestya Roza rakhn Da ALARM
Bajh reya ey
Uth nestya.
Hath Rakh kar Pait per Karwatain Badal raha Hon Main Faraz...



Ary Koi Ye To Bataye....


Maghrib ki Aazan Hony Main Kitna Waqt Hai. :-)