I SMS Messages26216 messages

ZamanaIn bher kI nIgahoon maIn jo khuda sa lagay
wo ajnabI haI mager muj ko aashna sa lagay

najanaIn kab maIrI dunIya maIn muskuray ga
wo aIk shakhs k khaboon maIn bhI khafa sa lagay

ajeeb cheez haI yaro yeh manzaloon kI hawas
k rahzen bhI musafer ko rehnama sa lagay

dIlay tabah! tera mashwara haI kIya k mujhay
woh phool rang sItara bhI bewafa sa lagay

hoI haI jIs say manawer her aIk aankh kI jheel
woh chand aaj bhI mohsIn ko kamnama sa lagay
na gunwao nawak-e- neem jaan k dIl reza reza gunwa dIa
jo bachay haIn sang samIt lo k tan-e-dagh dagh luta dIa..

meray chara gar ko naveed ho saf-e-dushman ko khbar kro
jo karz rakhtay thay jan par wo hIsaab aaj chuka dIa....

kro kuj jabeen pay sar-e- kafan meray katlon ko guman na ho
k gharoor-e-Ishq ka baank pan,pas-e-marg hum nay bhula dIa

yahan ek harf kI kashtnaI wahan lakh uzr kI guftnI..
jo kha to sun k ura dIa jo lIkha to par k mItta dIa...

jo rukay to kho-e-gIran thay hum, jo chaly jo jan say guzar gaye
raahay yaar hum nay qadm qadm tujay yaad gar bna dIa....
US NAY PHOOL BHEJAY HAIN
US NAY PHOOL BHEJAY HAIN


us nay phool bhajay haIn
phIr merI ayadat ko
eIk eIk pattI ma
un laboon kI narmI ha
un jamIl hathoon kI
khushgawar hIddat ha
un latIf saansoon kI
dIlnawaz khushboo ha
dIl ma phool khIltay haIn
rooh ma chIraghan ha
zIndagI mouattar ha
phIr bhI dIl ye kehta ha
baat kuch bana leta
waqt k khazanay say
eIk pal chura leta
kash.....wo khud aa jata
KIsIkI mohabat se hamne kya paya,

raat kI neend aur dIn ka chaIn gawaya.

kya kare hum Is dIl ka jIse

aaj barbaad ho kar bI hosh na aaya.
Us k tar-q-ta''aluq ka sahbab ho ga koI ,



DIl nI manta wo Bay-wafa pahlay say tha.
TumhaIn Maloom HaI Ham Ne
KIsI K HIjar MaIn Ye ZIndagI KaIse GuzarI HaI

Har Ik Khusboo KI Aahat Per
Guman Us Ka Guzarta HaI
Har Ek Saat Pe DIl Aankhon MaIn Aaker Beth Jata HaI
KaI Pehlo BadaltI KhuwahIshaIn Hathon Ko PhelaIe
DuaIn MangtI Aur HanptI
DIl Se GuzartI HaIn

Magar Jo HIjar Lahaq HaI
Wo JIsm-O-Jan KI DeewaraIn GIrata HaI
Umeedo Beem KI Aankhon Se
BeenaI K Sab Manzaroon Ko Khak Karta Aur MItata HaI

So Ham BhI Khak HaIn
Aur Khak KI QIsmat MaIn LIkha GIa HaI
Phool Khushboo Ke Nashe MaIn BIkhar Jate He
Log Pehchan Banate Banate Marjate HeIn
MaanzIl Un Ka HI Mukkadar HotI He Talab Ho JInko
Be Talab Log To ManzIl Se Ghuzar Jate HeIn
RuthI HuI Ankho MaIn Intazar Hota HaI
Na Chahte Hua V Pyar Hota HaI
Kyu Dakthe HaI Hum Wo Sapne
JInke Tutne Par V Unke Such Hone Ka Intzar Hota HaI
Der Raat Jab KIsI Ke Yaad Satayee
ThandI Hawa Jab Zulfon Ko Sehlaye
Karlo Aakhe Band Aur So Jaao Kya Pata
JIska HaI Khayal Wo Khuwabon MaIn Aa Jaye
ManzIlaIn Sab Ka Muqadar Hon Yeh ZaroorI To NahIn
Kho BhI Jaatay HaIn NayI Raahon Par Chalnay Walay...!!!
Na ZIndIgI Kay LIa na Mout Kay lIa Waqar rukta Nehe KIse Kay lIa,
Qadam do Qadam sabI sath chaltaIn haIn sath chalta nehe kIo ZIndIgI Bhar Ka lIa
Jo Poochta HaI KoI Surkh KIun HaIn Aj AnkhaIn
To Ankh Mal Ke KhetI Hon Ke Raat So Na SakI
Hazar Chahon Magar Yeh Na Khe Sakon GI KabhI BhI
Ke Raat Ronay KI KhuwhIsh ThI Magar Roo Na SakI