Tamanna koI bhI mere dIl kI poorI na huI,
Chahat ka koI afsana na bana,
Aaj phIr chalI gayI zIndagI nazron ke saamne se,
Aur usse baat karne ka koI bahana na bana.
KabhI apne dIl se bhI baat kIya karo
kabhI dIl kI dhadkanon ko mehsuus kIya karo
rehte haI hum aap ke jIsm me dIl bankar
kabhI apne dIl par bhI hath rakh lIya karo
Mere haathon se gIr gayI lakeeren kahIn,
bhool aaye hum apnI takdeeren kahIn.
Agar mIle tumko kahIn to utha lena,
mere hIsse kI har khushI apne haathon pe saja lena
Khul k dIlse mIlo to saza dete haIn log,
Sache jazbat b thukra dete haI log,
dekh nahI sakta do Insano ka mIlna,
baIthe huwe do parIndo ko b uda dete haI log.