koI dukh na ho
koI gham na ho
koI ankh kabI num na ho
koI dIl kIsI ka toray na
koI sath kesI ka choray na
bus pyar ke nadIya bahtI ho
kash k dunya asI ho!!!
ruka howa maree ankh maI wo aIk lamhaa .
bIchray waqat kIsI ko mera sada daIna .
jo kar rahay haI mohabat to yaa dhayam rahay .
bohat kathan haI kIsI kI yaad ko bhulla daIna :)
Mohabat na rahe tu rah kuch b naI karta,K ItnI taez ahndI ma bacha kuch b naI karta
Wo muj se rahta ha khafa na jane kyon,Ma jIs ko dekhne k sIwa kuch b naI karta
Muje abb yad rakna wo gawara he naI karta,JIse ma yad rakne ke sewa kuch b naI karta
Tumhara naam leta hon
To saanson maIn mohabbat kI KaI perten ulat''tI haIn
Tumhen aankhon maIn bharta hon
To aankhon se shua''en noor kI BahIr nIkalne ko tarstI haIn
Tumhen sochon kI mutthI maIn jakarta hon
To saare jIsm maIn thandI hawaen chalne lagtI haIn
AbhI wazeh nahI mujh per......
Ky maIn chahat kI kItnI manzIlen teh ker k
Is manzIl pe pohancha hon
AbhI wazeh nahI mujh per........
Ky merI soch aIsI haI Ya terI zaat maIn koI shabIstaan sa ujala haI Mager Ik baat wazeh haI.......
Ky terI zaat kI mojodgI Mere lIye jeene ka Iklota sahara haI MerI sochon ka mehver haI Mere jeene ka hasIl haI Agar tujh ko merI sochon se mInhaa ker dIya jaaye
To!!!!!
BaqI kuch nahI bachta
YehIIk baat wazeh haI.
KIya baat kaho on ankhoo kI JIn ankhoo pe maIn marta hoo
Woh ankhIen jheel sI ankhIen haIn
JIn maIn doob ke rooz ubharta hoon
Mujhey dekhney ke lIyeh uthtI haIn
MIltey hI nazar woh jhuktI haI Saarey jaha maIn aIsI ankhIen nahI JIn akhoon pe maIn marta hoo
In ankhoo maIn koI ansoo na aaye koI KabhI koI ghum na pass aaye koI Sada muskuratIen rahey yeh
Har dum yeh dua maIn karta ho hoon
KIya baat kaho un ankhoo kI JIn ankhoo pe maIn marta hoo
wo to ambar haI...
usey apne anchal par,
chand sajane ka haq haI maI to fakat ek khushboo hu
khushbuo ka mukaddar to
azal me bIkhar jana hI lIkha haI khushboo hath nahI hatI na hI chand aur khushboo ka
wasl mumkIn haI ye to hawao kI musafIr haI chand to thos hakIkat haI jo ambar par hI sajta haI............
KahIn KhamoshI MaIn BhIIqrar HaI KahIn KIsI Ka DIl Beqarar HaI KahIn NIgahon MaIn IntIzaar HaI KahIn KInara KahIn Manjhdaar
KahIn ApnI Saanso’n Ka KoI Aur Haqdaar HaI Tou KahIn Khud K DIl MaIn KIsI Anjaan K LIye Mohabbat Beshumar HaI Aur Shayad IsI Fasaane Ka Naam Tou “PYAR” HaI
chahaton ke mosam maIn
zakhm jo bhI lag jaye
umr bher nahI sIlta
tum nay sun lIya hoga
sheher kI hawaon se
wo jo aIk deewana
atay jatay rahI ko
raaston maIn mIlta tha
ab kahIn nahIn m