I SMS Messages26216 messages

Dharas hamaIn bandhata tha dam BenazIr ka...
Ta daIr ab rulae ga gham benazIr ka...

Daar-e-fanna se shehar-e-baqa muntaqIl hue...
Maskan hua ha mulk-e-adam BenazIr ka...

Us ne baray waqaar se ke zIndagy basar...
SIr kr ska na koe b khum BenazIr ka...
PehelI nazar maIn hI koI hamare dIl maIn aake baItha haI,
Usse harpal dhund rahe haI, aur woh to pardes jaake baIthI haI,
Socha, aaj chand ko dekhakar unhe yaad kar le,
Par woh bhI kambakht kahI badalo maIn chhup ke baItha haI.......
Suna haI nazdeekIyaan ehsaas dIlatI haIn..
doorIyan betaabI badhatI haIn..
par,
jab paas hote haIn woh to hum betaab rehte haIn…
door jaane par kyon unka ehsaas karte haIn…

samandar ko tha garoor gehraayI par apnI..
aasmaan ko tha garv oonchaayI par apnI…
sharm se zaar zaar ho gaye dono….
jab unhe bataayI humne dostI apnI…
JIskI jhankar maI dIl ka aram tha wo tera naam tha...
Mere honto pe raqsan o ek nam tha wo tera naam tha...
Mujh se mansoob thee dastane kaee,
khubsurat magr jo Ilzam tha wo tera naam tha...

Subha se sham tak jo meray pas thI wo terI aas thI,
sham k baad jo lab-e-bam tha wo tera naam tha....
Hum kyon yahan badnaam haI
zamaane kI humne dIllagI dekhI

Waadon par bharosa abh kyon rahe
humne azeezon kI wada-khIlaafI dekhI

Ek hum haI jo lut gaye tanha
Warna dunIya bhar kI dostI dekhI....
KabhI aansoo kabhI KhushI dekhI
humne majboorI aur bekasI dekhI

Chand lamhaat jeene ke lIye
bechke apnI zIndagI dekhI

Andhere agar ghIr aaye ho
tere pehloo maI raushnI dekhI

TerI naraazgI ko kya samjheIn
humne khud apnI bebasI dekhI
Mera apna na tha koI mere sIwa.

MaIn ne chaha kIsI ko, na chaha gaya..

MaIn ne jItne mohabbat bhare khat lIkhe

Un pe apne hI ghar ka pata lIkh dIya
Tere Mere Is Pyar Pe Is Zamane Ka Pahera HaI
Zamana Ye NahI Jaanta Hamara Pyar KItna Gahera HaI
Har Waqt Subha Shaam Dostaon Se.
Chahate Huwe BhI KIya ZIkr Tera HaI
TerI Har Saans Se MIltI HaI ZIndagI Mujhe
Dhadakta HaI Jo Tere Seeney Me Wo DIl Mera HaI
~*~Bhool Ja..~*~!!

Jo Tera Na Ho Saka Usey Bhool Ja
Woh Lamha Khawab Samajh Ker Bhool Ja
Na Ker Woh KhwaIsh Jo PurI Na Ho Sakey
Jo Na MIl Saka Usey Bhool Ja
Na Ker Waqt Barbaad PuranI Yaadon MeIn
Khul Ker Hans Le Aur Gham Ko Bhool Ja
ZIndagI Naam HaI Aagay Bharne Ka
Kal Ko Kal HI Rehne De Sab Bhool Ja
Chora HaI Mere Yaar Ne Mujhe BhI
Is Ka Matlab Yeh NahI Ke Hasna Chor Doon
Loota HaI DunIya Ne Mujhe BhI
Is Ka Matlab Yeh NahI Ke Jeena Chor Doon
Thukraya HaI Apnon Ne Mujhe BhI
Is Ka Matlab Ye NahI Ke Chahna Chor Doon
AYE KaAsH!

Aye Kaash!
Woh DIn KabhI Aya Na Hota
Tu Mujh Se Juda Na Hota
Aye Kaash!
JIs Ne Mujhe Tanha Kya
Woh Mera Apna Na Hota!
Aye Kaash!
Sheeshe KI Tarah Tootne Wala
Mera Spna Na Hota!
Aye Kaash!
Yeh Kaash Na Hota
MIta De Faasle Ke MajboorIyan AchI NahIn LagtI
Aa BhI Ja Ke Tujh BIna ZIndagI AchI NahIn LagtI
Mat Ker Jhoote Waade Ke TasalIyan AchI NahIn LagtI
Aa BhI Ja Ke TanhaIyan AchI NahIn LagtI
Mujhe RoshnI De Ke TareekIyan AchI NahIn LagtI
Aa BhI Ja Ke BechaInIyan AchI NahIn LagtI
Band Kero Yeh Mohabbat KI BaateIn
Ke Muj Ko Yeh KahanIyan AchI NahI LagtI