Guzray Waqat Ko Bhula Dena Bhe Aasaan Nahe Hota
Ghamon Ko HansI Men Chupa Lena Bhe Aasaan Nahe Hota
ZarurI Nahe Ke PoorI Ho Har KhahIsh LekIn
ApnI KhahIshon Ko Daba Lena Bhe Aasaan Nahe Hota
Maana Ke Tootey Huey Phoolon Say Khushboo Nahe AatI Magar Unhen KItabon Men Sajaa Lena Bhe Asan Nahe Hota
Us ne Kaha," Kaun ho Tum?
MaIn ne Kah, "Hasrat TerI"
Us ne Kaha," Dekhtay ho kya?
MaIn ne Kah, " Surat TerI"
Us ne Kaha," Chahtay ho kya"
MaIn ne Kah, " terI"
Us ne Kaha," Puchtao ge bohat"
MaIn ne Kah, " QIsmet merI.... "
Ab kIssay kaheIn aur kon sune jo haal tumhare baad hua
Is dIl kI jheel sI aankho maIn Ik khuab bohat barbaad hua
shehar maIn kItne chehre the kuch yaad nahI ek shaks kItabo jaIsa tha woh shaks zubanI yaad hua...