KabhI Tum MIlne bulao Na,
TumhaIn Mehsos Kerna HaI,
TumharI Zaat MaIn Reh Ker,
Tumhara HIssa Banna HaI,
Mujhe VIran Ankhon MeIn,
TumharI BIkhrI Batoon MeIn Wafa Ka Rung Bharna HaI,
Tumhare Phool Chehre Pe UdasI Ka Jo Manzar HaI Whan Pe ApnI Chahat Se HansI Ko Naqsh Krna HaI KabhI Tm MIlne bulao Na . . . /
tumhare hoth, tumharI baahe mujhe pasand haI,
tumharI aankho me mere hI sapne band haI,
tumharI chaal,tumharI baate mujhe aachI lagtI haI,
tumharI aanko kI taarIf me gazale thaktI haI,
jabse tumko pyar kIya haI aata haI mere mann me,
aur na koI dekhe tumko mere sIwa Is zIndagI meIn..
zIsm naam matra haI us par jaan tum ho
meIn kuch bhI nahI merI pehchaan tum ho
jee chahta haI aaj har cheez luta du
kuch kamI hI nahI jab merI shaan tum ho
Ye kIs ny hamen shemI hue fIza men pukara,
Ye kIs ne awaz dI k awo "UDAS LOOGO",
Ye jaan gawane kI rut yoonhI raegan na jae,
Sar-e-bazar koI sar sajawo "UDAS LOOGO",
EskI bat sy hI tabeIt sanbhl sky gI,
Kahen sy Waqas ko dhund lawo "UDAS LOOGO"!