jhoot ehsas kI qandeel ko bujha deta haI mujhe INSAN samjh khud ko farIshta na bana
apnI yaden tu mere dIl maIn rehne de
Is mehkte hue gulzar ko sehra na bana
ye bhI aadaab-e-muhabbat haIn tumheIn kIya maaloom
hum tumheIn jeet ke haaray haIn tumheIn kIya maaloom
aIk tum ho kay samajhtay he nahI hum ko kabhII aIk hum haIn ke tumharay haIn tumheIn kIya maaloom...
Har Tarah K Jazbat Ka Elan HaIn Ankhen.
Shabnam KabI Shola KabI Tufaan HaIn Ankhen.
Ankhon Se BarI KoI Tarazu NaI HotI.
Tulta HaI Bashar JIs MaI Wo Mezan HaIn Ankhen.
Ankhen HI MIlatI HaIn Zamanay MaI DIlon Ko.
Anjan HaIn Hum Tum, Agr Anjan HaIn Ankhen.
Lab Kuch B Kahen Is Se HaqIqat NaI KhultI.
Insan K Sach Jhot KI Pehchan HaIn Ankhen.
Ankhen Na Jhuken TerI KIsI GhaIr K Agay.
DunIa MaI BarI Cheez MerI Jaan! HaIn Ankhen..