jo amtayaz sham-o-sahar se guzer gaye.
kuch ase hI muqaam nazar se guzer gaye.
apnI tu hovI tumam kaInaat-e-ghum.
du ashak thy jo dedaye ter se guzer gaye.
bhut mumkIn haI dunIa cheen le mujh se terI yaadIan.
keh maIn ub or tere ghum kI hafazt ker anhI sakta.
mujhe aazaad ker touk-e-aasrI bakhshne wale.
maIn zanjron maIn elaan-e-baghwat ker nahI sakta.
merI mushkIl ye haI kh mujhe adakarI nahI atI.
haqIqI aadmI rasmI mhubat kar nahI sakta.
tujhe maIn bhool tu jata.
magar tere taoluq se.
jo chahre samne aye
jo raste samne aye
jo lamhe samne aye
jo rIshte samne aye
unhaIn kase bhulta amIn.
tujhe kase bhulata maIn.