I SMS Messages26216 messages

THora tHora sacH
THora tHora jHoot
Yun
Hamare pIyar kI
bunyaad rakHI gaI
THorI sI
GHaLat feHmI
THora sa kHauf-e-zamana
Yun Hamare pIyar kI
PHIr saakH torI gaI..

(Nuzhat Shah)

CHup CHaap tamasHa daIkHay ga boLa tHa zamana tHeek naHeen
KHamosH sItaroon ko takna aur aansoon bHana tHeek naHeen
MaIn jHootI sacHI baatoon se kHud ko beHLa Longeen LekIn
MILna Hee naHeen to sacH boLo fursat ka bHana tHeek naHeen
DIl ke Is mehfIl meIn,
Naam haI sIrf tera,
Chahne ke Is chahat meIn ,
Pyaar haI sIrf tera,
Kahoon meIn kaIse Is chahat ko,
Tere naam karta hoon maIn kurbaan Is mohabbat ko.
Tum Kahty Ho

MaIn Tumahra Jeewaan Hoon

TumharI Baat Bajja HaI

LakIn Sajna

Itna Bata Doo

Tumhare Jeewan MaIn

MaIn Kahan Hoon??

Tujh ko khabar nhI
tujhe yaad karty haIn yar pal
tujhe he apne khayalon maIn
tashkeel kerty haIn...
tere he khawab bunte haIn...
zIndagI kI safar maIn
tujhe he apna humsafar mante haIn
Inn Un dekhI Rahon maIn tuhge he
meherban paate haIn
kIa tujhe nhI malom ?
keh tum he merI ZIndagI ho... !!!
^ WO husn-e-Mujassam kamal uskI aankhaIn "
^ Sarapa-e-Mohabat jamal uskI aankhaIn "

^ maIn jab b poochon sawal us se koI "
^Muje roz detI haIn tall uskI aankhaIn"

^jo bachey to do jahan de k le loon"
^Wo chehra wo zulfaIn wo gall uskI aankhaIn "

^ Ager koI poochey k dunIa maIn kIa haI
^zamana de ga mIsal uskI aankhaIn"
sahra ko apnI weeranI pe naaz bhut haI.
shahaId usne merI tanhaI ko nahI dekha.
sabab rony ka wo poochaIn to bs Itna keh dena,

mujhy hasna nahI aata jahaan par tum nahI hotay..
hua kIa haI mujhko eo kIa janta haI,

wo ek shakhs mujhko juds jsnts hsI,

wo mumkIn haI mujhko bhula dega lakIn..

jo guzray gI mujh par KHUDA janta haI,,
Unho ne apna
haath barhaya
haI
faqt mujhe thamane
k lIye,,

Par un se
maIn yeh kaIse kahoon.!!
k mujhe haath

nahI

saathI
chahIye=
Ik baar ke mIlne ko joo payar samajhte haI.
pagal haI magar khud koo hushyaar samajhte haI.

chahat kI Ibadat ko jo roog samajhta haI .
hum ese masIha ko bImar samajhte haI.

tufan se nahee darte lehroo se nahee darte.
hum loog bhawar koo bhI pat war samajhte haI.
Halat-e-dIl bhI kIa ajab ho gI,
Bat merI jo zeIr-e-lab ho gI,

Tm aty ho to phool khIlty haIn ,
Or Is dIl kI kIa talab ho gI ,

Wada pyar ka jb wafa hoga,
Or kItnI taveel wo shab hogI,