I SMS Messages26216 messages

Dhoonda karogay Ek Roz Mere Khaloos ko Aey Dost....



So Jaonga KIsI Roz MaIn Zameen Oorh Kar.
Be RehmI Se He SahI Magar Kuch To Bola Karo Dost!


Chup Rehte Ho To Nafrat Ka Gumaan Hota Ha
oskI muhabbat mere lIa
bhInI bhInI
muatter muatter
raat kI ranI
oska lams mere lIa
jadoo jagata
khul ja sIm sIm kI kahanI
oskI Intaha mere lIa
had se be-had
la-mehdood bhI be-ma''nI
oskI deewanI ospay mertI
oskI chahat uskI tammanah uskI arzu
mangay hae panj waqta duaIn OSKAY HUZOOR
BEPERWAH,GHANI-Ul-QADEER
sone ga zaroor
tujh say woh kuch paya
jo kuch maIn nay chaha
sukh kay pal
chahat kI gharyan
etebar kay rutbay
hum sa maghrur kIya tou nay kabhI dekha haI ?
logun nay tou jhootI nabuwat ka dawah kIya
Hum sa khuda !!!!
khudaI ka dawa kerta hae
dekh jannah !
terI muhabbat maIn
hum kItnay maghrur howay
Aansoun kI lIkhawat ko tum parh na sako ge

Geeley kagaz pe tum kuch lIkh na sako ge

Yaad aayen gI tum ko hamarI baten

Kho kar jab tum hamen pa na sako ge...
Kal jo hume hassen or sub se payra lagta.

aaj wo hI qatIl-e-jaan sub se bura laga.
MerI Palkon Ka Ab Neend Se KoI TAl''luq NahI Raha

,,,MohsIn,,,


Tu KIs Ka HaI es Aalam MeIn MerI Raat Guzar JatI HaI..*.
Do chezeen merI jIsam k sath naI.

ek mera dIl or dosra dard
Ab NIgahon MeIn
Na KhuwaIsh HaI
Na Hasrat HaI
Na Malal
Ab Yahan Lub Py
Kahan Hurf-E-Sawal Aata HaI
Hum Ny Apny DIl Ko Bohat DaIr Sanbhala
DIl HaI Pathar Toh Nahee
Is MeIn Toh Baal Aata HaI
Ab Humey KIs KI Muhabbat Ka Yakeen Aaye Ga
Un KI Beyzar NIgahoon Ka Khayal Aata HaI..!
TerI chahat kI gIrhaIn kholta hun
Sar e masrgan sItaray tolta hun

MeIrI sanson me terI khushI hy
MeIn tanhayI me tujh se boltahun

Dhadkanay preet me tez hotI haIn
MOHABBAT ke phool ko pIyar se khIlata hun

Chum leta hun labon ko chah me
Youn khud ko madh hosh karta hun
TumhIen maloom haI

janaan!!

tum bhI

ek...

qatIl ho,...

mery ander ka ek

hansta hua Insaan

Tum ne mar dala haI
Aao KabI Khud Chal K Ghar Hamare
Dekho KItna Yaad Karte HaIn Tumhe

KabI Ake Dekhlo TanhaI Me Halat Hamare
K KItna Pyar Karte HaIn Tumhe