jo kuch bhI mIla haI usI meIn khush hu
meIn tere lIye khuda se taqrar nahI karta,
par kuch to baat haI terI fItrat meIn
zalIm warna tujhe chahne kI khata baar baar nahI karta
Har phool kI ajab kahanI haI,
Chup rehna bhI pyar kI nIshanI haI,
KahI koI zakhm nahI phIr bhI kyu yeh ehsas haI,
Lagta haI dIl ka ek tukda aj bhI us ke paas haI
Jane kIs baat kI mujhko saja deta haI,
merI hastI huI ankhon ko rula deta haI.
Ek muddat se khabar bhI nahI terI,
koIIs tarah bhI kya apne Pyar ko bhula deta haI.
Khuda ne kaash mohabbat banaayI na hotI toh aaj Iss tarah hamare pyar kI rusvaayI na hotI kaash unke dIl meIn zara sI wafa hotI toh Iss tarah mere saath bewafaayI na hotI
na lub se aah na dIl se sada nIkltI haI magr yeh baat barI dur tuk ja nIkltI haI wo zIndgI ho k dunIya faraz kya kIjye
jIs se Ishk karo bewafa nIkltI haI
GIle kagaz kI tarha haI jIndgI apnI,
koI jalata bhI nahI or koI bahata bhI nahI,
Is kadar akele haI raahon me dIl kI,
koI satata bhI nahI aur koI manata bhI nahI
Zakhm aIsa dIya ke koI dawa kaam na aaye
aag aIsI lagayI ke paanI se bhI na bhuj paaye
Aaj bhI rote haI unhe yaad karke
JISSE HAMARI YAAD KABHI NA AAYE
Kya pata tha vo bhIItna pyar karke dIl tod jaayega
Itna pyar dIl meIn bhar ke muh mod jaayega
ae bewafa tu jIs se bhI dIl lagaayega dekhna
vo bhI aIse hI tera dIl tod jaayega
TerI bewafaayI ka kIssa jab jab yaad aayega
mere tan badan meIn ek aag sI bharkaayega
jo tu ne kIya koI dushman bhI nahIn aIsa karta
dekh lena ek dIn tu bhI bohat pachtaayega
DIlo me aarzu ke dIye jalate rahenge,
Aankhon se aansu nIkalte rahenge.
Tum shama bankar dIl me roshnI to karo,
Hum mom bankar uhee pIghalte rahenge....