Pyaar aapka meri aankkhon mein chalakta hai
Sun kar aapke dil ki baatein,dil mera dhadakta hai..
aapko yaad hum kaise karein mere mehboob
Ke kaunsa pal hai jab ye dil aapko bhoolta hai..
Dedar ho jay tera yahi dua hai ab to
Kuch samay mily undhar yahi dua hai ab to
Itna paicheda to nahi us k loutny ka rsta Lout ay jald wahan se yahi dua hai ab to
agar tumhein ho kabool jana,
Falak k tabinda Chand taray,
Ye wadioon k Gulab saray,
agar kaho to bana doon saray,
Tumharay kadmoon ki dhool jana,
agar tumhein ho kabool jana,
Tumhari ankhoon ko jam likhein,
Tumhein nazar se slam likhein,
aur apne dil k haseen work pe,
Fakat Tumhara hi naam likhein,
Jahan ki her aik naghmagi ko,
Tumhara Tarz-e kalam likhein,
agar Ejazat ho hum b ker lein,
Ye pyar ki ik bhool jana,
agar Tumhein ho qabool Jana...?