men ksi aor ka hon itna bta kr roya,
wo mjy mehndi lgay hath dikha kr roya,
umr bhr ki judai ka khyal aya tha shahid,
wo mjy pas apny der tak bitha kr roya,
khat,kitaben wo pyar k tuhfay,
mohbat ki sub nishanain jala kr roya,
tmhari de hoi sub chezeen utar le gyen,
wo mjy saij pe sajy zevar dikha kr roya,
ab k na sahi zror hashr men milen gay,
yakja honay k dilsay dila kr roya,
mjse ziada bichrnay ka ghum usy tha,
wqte rukhst wo mjhy senay se lga kr roya,
aaNsuoN ki zubaan hoti hai
Ye bhi
aksar kalam karte haiN
Gar tumheiN na yaqiiN ho to
Kabhi
Mere aaNsuoN ko
Ghaor se dekho
Ye bhi
Tum se kuch kehte haiN
aray tu na ho sakaapna To kia ghum hai
Dekho
Chunda,poonum,taray
Yeh sham k nazaray
Falak,zamin yeh kuhsar
Keh rahay hain ghum na kerna Woh badal gaya to kia hua Hum to hain na hamesha tumharay...
tum aao to sahi
ahlay dard ki mahfil may
palkay main apni bichaoo ga bayshuk!
maray gahr kay bahir
patahr hai kahksha nahi
lakin!
kahas taray liay
main
dil ki galioo main
chahat kay phool pichaoo ga tum aao to sahi