Badi koshish k bad use bhula diya,
Uski yadon ko sine mita diya.
1 din fir uska paigam aya,
Likha tha mujhe bhul jao,
aur mujhe bula hua har lamha yad agaya
Raat meri aankho se ek aansu nikal aaya Maine usse pucha tu kyo aaya To usne mujhe bataya ki dear!
Koyi in aankho me etana hai samaya ki
Mai chah kar bhi apni jagah na bna paya.
Ek ajab c paheli hai jiNdgi,
sab k sath fir bhi akeli hai jiNdgi.
Kbhi pyara sa ek armaaN hai jiNdgi,
to kbhi dard se bhara tufaN hai jiNdgi.
Kbhi pholo se bhara ek guldasta hai,
to kbhi kaaNto se bhara ek rasta.
Kbhi bacho c masoom ho jati hai,
to kbhi guNaho ka bhoj baN jati hai.
Koi to bata de mujhe kya hai jiNdgi,
suNa hai chaNd roz ki mehmaN hai jiNdgi.
JiNdgi ko chor ek diN jaNa prega,
jiNdgi se jitNa pyar tum krlo,
hoti to akhir bewafa hai jiNdgi
yaadyn tere khuloos ki dasti hyn aaj bhi
milnay ki aarzoo may tarasti hyn aaj bhi
ankhyn hazar zabt ki koshish k baawajood
ruk ruk k baar baar barasti hyn aaj bhi!!!
Door ho gaye par bhulaya nahi hai..
Ehsaash tere hone kaabhi dil se mitaya nahi hai..
Jis din se gaye ho mujhe tanha kar ke..
Teri kasam .. maine theek se muskuraya nahi hai..