Udas tuje dkhne se phle ye ankhen na rhen,
Khafa ho tu mujhse to ye sansen na rhen.
agar gum hi du tuje to teri zndgi mein,
main kya meri yaadein bhi na rahen.
arzoo yeh nahi k gham ka tofan tal jay
Fiqar tu yeh hay k tumhara dil na badal jay
Kabhi bhi mujh ko agar bhulana chaho tum
Tu dard itna dena k mera dum nikal jay
Tanhayian jaane lagi zindagi muskurane lagi,
Naa din ka pata hai naa raat kaa pata.
aap ki dosti ki khushboo hume mehkaane lagi,
Ek pal to karib aa jao dhadkan bhi awaaz lagane lagi
Na rahi aaj wo apni kahani, Na wo hasin din na wo raatein suhani, Phir
bhi hume aziz hai unki har nishaani, Chahe dil ka wo dard ho yaaankho ka paani...