Kitne ulaj gae ha judai ma zindagi,
Wo shaks jafa kar k ehsan kar gaya,
Ma jis ko baat baat pa kehta tha apni jaan,
Dekho wo he shaks mujhe bejan kar gaya,
Phely wo meri zaat ke tameer ma raha,
P
hir mujko apny haath se masmaar kar gaya,
Wo Aaa mila tu faasly kat' tay chaly gaey,
Bichra tu rasty merey dushwar kar gaya,
Bichra kuch es ada se k rut he badal gae,
Ek shaks saary shehar ko viran kar gaya