Mo'azaz ban ke mehfil main adaakari na
hi karta
Main chehre pe kab
hi jhooti aayinaa taari na
hi karta
Mera dushman mere dastoor se waaqif na
hi shayad
Jisse main dost keh doon us se ghaddari na
hi karta
Yahan behtar hai apni zaat ka hamdard ho jana
Zamana ghum to de sakta hai ghumkhari na
hi karta
Mujhy mo'Qa shanasi ka hunar ayaa na
hi ab tak
Jahan matlab nikaLta ho samajhdari na
hi karta.........!!!!!!!!!!!!!