Koi ehd b us ko yad n
hi,
koi bat b us ko yad n
hi.
ik shkhs nay us ko chaha tha,wo zat b us ko yad n
hi.
jab shab ki bijli chamki t
hi,
aur badal tot k barsa tha.
hum dono jis main b
higay thay,
wo barsat b us ko yad n
hi.
wo sa
hil darya phool hawa,
wo wada sath nibhanay ka,
aur shab bhar "chand" ko daikha tha,wo rat b
hi us ko yad ni.
wo kehta tha main sunta tha,
main kehta tha wo sunta tha.
un lakhoon batoon main koi ik bat b us ko yad n
hi.