Kyun yaad tum itna aate ho…?
Kyun hum ko tum tarpaate ho…?
Gum sum gum sum hain aaj sahar se hum…
Kyun itna hamain sataate ho…?
Aadi hogaye hain us sitam ke hum…
Jo aadatan humpe dhaate ho.
Tumhain khayaalon se gar nikaal b
hi dain…
To khwaabon main aa jaate ho.
Hum lab se na
hin karte izhaar-e-mohabb at…
Tum aankhain
hii na
hin parh paate ho………..