zindagi ka safar maine jaana ab
hi
poora ho sakta yeh tere bina na
hi
teri yaadein satayee,
din raat humko jalayee
pyaar ki shamma mere gulistaan mai jal sakti nai
guzra hua pal laut ke aasakta nai
tumko kho diya waapis paa sakta nai
kaise bhulaao wo manzar
kaanto bhara wo bistar
sukooon se koi raat mai so sakta nai
dil ko to mere aisa lagne laga ab
hi
kab se thay tanha, tha tumhara nishaan ka
hi na
hi
bikhri huee daastan
is aasman talay hum zinda
kis dar pe jayee hum, milta kahee koi saaya na
hi