Ye dunya hai yahan pey ye tamasha ho b
hi sakta hai,
Ab
hi jo ghum hamara hai tumhara ho b
hi sakta hai
.
na ye samjho k tum
hi aakhri meri muhabbat ho,
muhabbat jurm hai hum sey dobara ho b
hi sakta hai
.
samandar sey jo nisbat dy rahey hain meri chahat ko,
wo itna zehan main rakhain kinara ho b
hi sakta hai
.
tera milna,bichar jana,bichar k pher sey mil jana,
hamesha ki judai ka ishara ho b
hi sakta hai
.
tum apney aap ko hargiz koi ilzam mat dena,
ye souda hai muhabbat ka khasara ho b
hi sakta hai