aik raah pe sari umar chale
aik dooje ko na samajh sake...
jeewan ka safa anjaan safar
be kas
hish, be araam safar....
jeewan k kisi b
hi dukh sukh mein
woh mere saath shareek nahe...
hum donu mein aik rishta hai
per jazboon ki tehreek nahe...
jaari hai magr anjaan safar
mein sochta hun aik din yun
hi
woh mujhse juda hojaegi....
ya pehle mein mar jaonga.
ya shayed woh mar jaegi...
p
hir loug kahenge, inka ye rishta kitna sacha tha....
per kisko khabar, sara jeewan
woh tanha t
hi, mein tanha tha....