soocha na
hi accha bura dekha suna kuch b
hi na
hi
manga khuda se raaat din teray siwa kuch b
hi na
hi
soocha tujhey dekhaa tujhey chaha tujhey pooja tujhey
meri khata meri wafa teri khata kuch b
hi na
hi
jis per hamari ankh ne mooti bichaye raat bhar
bheja wo
hi kaghaz usse hum ne likha kuch b
hi na
hi
ik shaaam ki dehleez per baithe rahay woh dair tak
ankhoon se keen baatain bohat moun sai kaha kuch b
hi na
hi
ihsaas ki khushboo kaha awaz kai jugnoo kaha
khamoosh yado kai siwa ghar mien raha kuch b
hi na
hi
do chaar din ki baat hai dil khaak mien mil jaye ga
jub aag per kaghaz rakha baaqi bacha kuch b
hi na
hi