Meri shayari ko kuch is tarha parhna, k Mere shairon mein apna dard talash karna,
Rodogey agar tum to taklef mujhe hogi, tum aansuon ko annkhon se girna mat dena
agar koi pocha k dard kia hain, to sir jhuka kar mohabbat bata dena,
Ab mein akela n
hi, tum b
hi akele mat rehna, maine chuna tanhai ko, tum mere shairon ko
sahara bana lena,
Meri shayari ko kuch is tarha parhna, k mere shairon mein apna dard talash karna,