tumhare hoth, tumhari baahe mujhe pasand hai,
tumhari aankho me mere
hi sapne band hai,
tumhari chaal,tumhari baate mujhe aac
hi lagti hai,
tumhari aanko ki taarif me gazale thakti hai,
jabse tumko pyar kiya hai aata hai mere mann me,
aur na koi dekhe tumko mere siwa is zindagi mein..