Wo the pehlu mai,or the chandni raat
Hamari Zindagi t
hi bas wo
hi chandni raat
Ajab chasmak zani t
hi wisal ki raat
Nazar inki t
hi or taroon bhari raat
Nigah-e-mast inki k rahe hai
Kahen hoti rahe hai saqi gari raat
Abas hai wada-e-farda tumhara
Mariz ishq ki hai akhri raat
Kisi ne wada-e-farda kia hai
Hume mar kar basar karni pari raat
Tabassum se kisi k ban gaye t
hi
Meri k
hilwat sarapa CHANDNI RAAT!!!!!!!!!!!!!