Sab se chupa ker dard jo wo muskara dia,
Uski hansi ne tu aaj mujh ko rula dia.
Lehjay se uth ra
hi t
hi har ik dard ki dastan
Chehra bata raha tha sub kuch ganwa dia,
Awaz mein thehrao tha ankhon mein nami t
hi
Aur keh raha tha k mein ne sab kuch bhula diya,
Janay kia usko mukh se thein s
hikayatein
Tanhaiyon k dais mein khud ko basa dia,
Khud b
hi woh hum say bichar k adhora sa ho gaya
Muj ko b
hi itnay logoon mein tanha bana dia.....