MOHABBAT
tumhain zid hai ka main kah doon
mujay zid hai ka tum kah doo
ka mujay tum sa muhabbat
hia
na
hin yeh jaanta doonoon
muhabbat kab bahla mohtaj hai lafzoon ki ,batoon ki .
mohabbat too humara dill ki darhkanoon main chuppa surili geet ki manid..
muhabbat aankh main palta woo pur israr jazba hai jissa aab tak na
hin koi samaj paya
na is ki koi soorat na is ka koi paimana
dhakka lafzooon main to is ka bohat izhar hoota
hia
kuch aisa
hi ka jaisa aab
taha-e-dill sa too hum doonoon bohat izhar karta hain ,
magar pher na jaana kioon
tuma
hian zid hai ka main kah doon
mujay zid hai ka tum kah doo
ka mujay tum sa ..............