Iss baar
kuch aisa mein chahta hoon
Tum
ko apna banaana chahta hoon
Bhula
kar apne sab gham
Tumhe dilse apnana chahta hoon
Tumhe tumhari ijazaat se
Apne dil mein basana chahta hoon
Apne naam
k saath joar
kar tumhara naam
Duniya
ko sar-e-aam di
khana chahta hoon
kab ho Qubooliyat
ki ghari na jaane
Tumhe har dua mein mangna chahta hoon
Ho jaao tum meri aur main tumhara
Harr pal bas yehi ehsaas chahta hoon
Tum se hi
ki bass mohabbat main ne
Apni sari zindagi tumhare sang chahta hoon
karta hoon aaj main ye iqraar
Main bass tumhe bass tumhe hi chahta hoon
Haq
ke saath
kahoon tumhe main apna
Tumse bass aaj main yehi raza chahta hoon…