Ye Zindagi Badi Ajeeb Si,
kabhi Gulzaar
kabhi Bezaar Si,
kabhi
khushi Hamare Sath Sath,
kabhi Gamon
ki Barsat Si,
Ye Zindagi Badi Ajeeb Si...
kabhi Toofan Mein Bhi Hai Raaste,
kabhi Manzilon
ka Pata Nahi,
kabhi Do
kadam Pe Zindagi,
kabhi Sadiyon Ta
k Intezaar Si,
Ye Zindagi Badi Ajeeb Si...
kabhi Har Pal Imtihaan Hai,
kabhi Bin Maange Inaam Hai,
kabhi
kuch Nahi,
kabhi Sab
kuch Si
Ye Zindagi Badi Ajeeb Si,
kabhi Gulzaar Si
kabhi Bezaar Si...