Zindagi bhar zindagi
ki saza milti rahi,
Lamha lamha wafaaon
ki jaza milti rahi.
Cherh
kar jata raha har baar za
khmon
ko mere,
Gham
ke sholon
ko yun hi hawaa milti rahi.
Meri nazron ne hai ba
khsha husn
ko farogh,
Us
ke har aaza
ko i
k adaa milti rahi.
Faasla badta gaya jitna gaya us
ke qareeb,
khush
k patton
ko jaise hawaa milti rahi.
Paththron
ki gird ta
krata raha ''Rahat''
ka wajood,
Su
khan goi
ka sadaa nayee sadaa milti rahi.