Zindgi SMS Messages172 messages

ae RUB tu hi bata main khud ko kis chala raha ho Zindgi k mutabiq.

aik shakhs mujh se mere jeene ka anaaz maang raha hai..
tumam umer karta raha jis ki muhabat ki ibdat..

jub mohabat mali tu meri pass Zindgi na rahi
jhoot bool kar tu ne use apna mahwar tu bana laya hai"ami"

kal wo teri Zindgi ka ek hisa bna tu kaya ho ga soch le..
jis ne sikhya humen muskurana Zindgi main..

bardi harat hoti hai jate lamhe rula kr kaon gaya.
ae humsafar tujhe kya khabar teri raah guzar meri sajda gaah...

teri ik nazar meri Zindgi,teri be-rukhi meri mout hai...
ae khuda wand tala ye kasi teri dunyia hai.

Kah zinda insan Zindgi mangta hai tuj se.
Zindgi pr kitab likhun ga

Us me sare hisab likhun ga

Pyar ko waqt guzari likh kr

Chahton ko azab likhon ga

Hui barbad mohbt kaise

Kaise bikhre ha khuwab likhon ga

Apni khwahish ka tazkra kr k

Us ka chehra gulaab likon ga

Me us s judai ka sabab

Apni qismat khrab likhon ga
Mery hr
udas pl mein,
Mera sath chor
jana
Ye kahan ki ulfatain hain?
Ye kahan ki
dosti hy?

Tumhain
daikh kr lga tha,

Tumhi Zindgi ho meri,
Tumhi bandgi ho meri

Tumhi hr khushi ka saya,
Tumhi saadgi ho meri

Mujhy kya khabar thi ''JANA''
Tum youn wafa karo gy

Mery hr
udas pl mein
Mera sath chor do gy..
Khwab ka aitbaar kr loo''n kya?
Ankh per inhisaar kr loo''n kya?

Maine kuch b nahin kaha tujh sy.
Aur bhi ikhtisar kr loo''n kya?

Teer aa kr mere qareeb gira.
Kya kro''n, aar paar kr loo''n kya?

Tu mohbt nahin,Aqeeda hy.
Main tujhey ikhtiyar kr loo''n kya.

Aik manzar bnanay wala hun.
Is mein shamil bahaar kr loo''n kya?

Zindgi to guzaar skta hun!
Zindgi ko guzaar kr,,, loo''n kya?

Dil b khamosh ho gya Faisal.
Raftagaa''n mein shumaar kr loo''n kya?
Suna hy is jahan men
Zindgi ki qeht saali hy

Yahan 2, 4 din jeeny ka aksar zikr hota hai

Yahan her cheez fani hy

Sabhi ko mot ani hy

Yahan izhar kya krna

Yahan pr pyar kya krna

Mgr kuch youn B sunta hun

k aisa ik jahan hoga

K jis men mot Aany ka

Koi dharka nhi hoga

Hayat-e-javedan k wahan asbab rakhy hain

Ye mera tumse wada hy

Agr dono wahan mil gye

Wahin iqrar kr lain gy

Wahin izhar kr lain gy

Wahin Phr PYAR Kr lain gy . . . ;->
Kuch nahi hai magar meri Zindgi mai tum ho,

Aarzu justuju meri bundgi tum ho,

Bhol jaon ye tumne socha kese..

Meri har nazar meri har dua me tm ho,

Bdal b dalon me khd ko lekin..

Mre hr khyl hr soch me tm ho,

Chahon mgar na chahon tre siwa kisi ko..

Mri pehli mohbt akhri khawish tmho.
Zindgi tum yaheen kahein rehna.

main zamana badal k aata hon..