tamasha SMS Messages46 messages

KyuN bAr bAr tuJh kO MoHoBBaT JAtAon mAin,

BeHtAr hAi aB yEhi K TuJhE BHOOL jaOn mAin..


WaqiF tErE sAluq sE SArA jAhAn hAi,
PhiR Kyu ziNdAgE kO oR tamasha bAnAo mAin..


NaFrAt kA eK bAr iZhAr To kArEn sAri umAr Jo uN kO SURAT diKhOn MÄiN..


HaSrAt bhAri nigAh kA KOi sAbAb tO hAi,

Tu hAaLe diL tO pUch KAhiN MAR nA jAoN mAin..


GhAm kA mErE iLaAj jAb tU bHi nA kAr sAkA,

PhiR kYu nA iS JAHAN sE piChA CHURAON mAin.../
Bana Gulab Tu Kaantay Chubha Gaya Aik Shakhs
Howa Charagh Tu Gher Hi Jala Gaya Aik Shakhs

Tamaam Rang Meray Aur Saaray Khwab Meray
Fasana Thay Ya Fasana Bana Gaya Aik Shakhs

Main Kis Hawa Main Uron Kis Faza Main Lehra’on
Dukhon K Jaal Her So Bicha Gaya Aik Shakhs

Palat Sekon Na Hi Aagay Berh Sekon Jis Per
Mujhay Yeh Konsay Raastay Per Laga Gaya Aik Shakhs

Muhabbatain Bhi Ajab Uski Nafratain Bhi Kamaal
Meri Hi Tarah Ka Mujh Main Sama Gaya Aik Shakhs

Muhabbatoon Ne Kisi Ki Bhula Rakha Tha Usay
Milay Woh Zakhm K Phir Yaad Aa Gaya Aik Shakhs

Woh Maahtaab Tha Marham Badast Aaya Tha
Mager Kuch Aur Siwa Dil Dukha Gaya Aik Shakhs

Khula Yeh Raaz K Aayeena Khana Hai Dunya
Aur Is Main Mujh Ko tamashaa Bana Gaya Aik Shakhs
Main Lafzon main kuch asar nahin kerta.Iss ka matlab yeh nahin key main tujhey pyar nahin kerta.Chahta hon main tujhey aaj bhi.Mager teri soch main apna waqt bekaar nahin kerta.tamasha na ban jaey kahin mohobat meri.Iss liey apney dard ko namoodar nahin kerta.jo kuch mila hai usi main khush hon.Main tere liey Khuda say takraar nahin kerta.Par kuch to baat hai teri aankhon main.Werna main tujhey chahney ki khata baar baar nahin kerta.
Vo bulian to kya tamasha ho
Ham na jaian to kya tamasha ho
Ye kinaroo sy khailny waly
Doob jaian to kya tamasha ho
Hum Na Samjhe Thay Teri Nazro’n Ka Taqaza Kia Hai
Kabhi Jalwa Kabhi Parda Ye tamasha Kia Hai

Mujh Ko Madhosh Sa Kr Rakha Hai Teri Aankhon Ne
Werna Saaqi Tere Maikhaane Main Rakha Kia Hai

Dekh Le Laila Tere Majnu Ka Kaleja Kia Hai
Khaak Main Mil K B Kehta Hai Bigra Kia Hai

Ye Suraahi Sa Badn Le Ker Maire Saamne Na Aa
Main Sharabi Hoon Sharabi Ka Bharosa Kia Hai

Apne Honton Ko Maire Honton Se Chonay Na De
Ek Do Ghoont Se Botal Ka Bigarta Kia Hai
khud ghar jala ke khud hi tamashaiyoon mein hoon
jub se suna hai mein tere shedaiyun mein hoon

har ik nafas ke saath mita jiss ke wastey
uska bayan hai ke mein harjaiyun mein hoon

ae dost tu ne mujh ko kyun gira diya
socha nhin ke mein teri tanhaiyun mein hoon

har simat dhood dhoond mujhe dhoondney waley
mein hi toh teri tooti houi angraiyun mein hoon

iiss dil ke zakham kabi sil na payeingey
behtey lahoo ke josh ki garmiyun mein hoon

mujh se juda ho reh na payega tu ik din
mein sansoon ki bajti houi shehnaiyun mein hoon!!
Benaam Sa Ye Dard...Thehar kyon Nahi Jata
Jo Beet Gaya Hai...Woh Guzar Kyon Nahi Jata.


Sab Kuch To Hai...Kya Dhundti Rehti Hai Nigaahein
Kya Baat Hai...Mai Waqt Pe Ghar Kyon Nahi Jata..


Woh Ek Hi Chehra To, Nahi Sare Jahan Mein
Jo Door Hai Woh Dil Se Utar Kyon Nahi Jata...


Main Apni Hi Uljhi Hoi...Raho Ka tamasha
Jate Hain Jidhar Sab...Main Udhar Kyon Nahi Jata...


Woh Naam Jo Na Jane Kab Se, Na Chehra Na Badan Hai
Woh Khawaab Agar Hai To Bikhar Kyo Nahi Jata...!
Hum na samjhe tere nazroon ki taqaza kya hai...
Kabhi jalwa kabhi parda ye tamasha kya hai...

Mujh ko madhosh sa ker rakha hai tere aankhon ne...
Warna ae Saaqi tere meh khane mien rakha kya hai...

Dekh laila tere majnoo ka kaleja kya hai...
Khak mien mil k bhi kehta hai k bigra kya hai...

Ye surahi sa badan le k mere samne na aa...
Main sharabi hoon sharabi ka bharosa he kya hai...

Aapne honton ko mere honton se chone to de...
Aik do ghoont se bottle ka bigarta kya hai...
hum na samjhe nazroon ki taqaza kya hai... kabhi jalwa kabhi parda ye tamasha kya hai... mujh ko madhosh sa ker rakhi hai tere aankhon ne ... warna ae saaqi tere mah khane mien rakha kye hai.... dehk laila tere majnoo ka kaleja kya hai... khak mien mil k kehta hai k bigra kya hai... ye surahi sa badan le k mare samne na aa.... main sharabi hoon sharabi ka bharosa he kya hai....
KyuN bAr bAr tuJh kO MoHoBBaT JAtAon mAin,
BeHtAr hAi aB yEhi K TuJhE BHOOL jaOn mAin..

WaqiF tErE sAluq sE SArA jAhAn hAi,
PhiR Kyu ziNdAgE kO oR tamasha bAnAo mAin..

NaFrAt kA eK bAr iZhAr To kArEn sAri umAr Jo uN kO SURAT diKhOn MÄiN..

HaSrAt bhAri nigAh kA KOi sAbAb tO hAi,
Tu hAaLe diL tO pUch KAhiN MAR nA jAoN mAin..

GhAm kA mErE iLaAj jAb tU bHi nA kAr sAkA,
PhiR kYu nA iS JAHAN sE piChA CHURAON mAin...
Ye dunya hai yahan pey ye tamasha ho bhi sakta hai,
Abhi jo ghum hamara hai tumhara ho bhi sakta hai
.
na ye samjho k tum hi aakhri meri muhabbat ho,
muhabbat jurm hai hum sey dobara ho bhi sakta hai
.
samandar sey jo nisbat dy rahey hain meri chahat ko,
wo itna zehan main rakhain kinara ho bhi sakta hai
.
tera milna,bichar jana,bichar k pher sey mil jana,
hamesha ki judai ka ishara ho bhi sakta hai
.
tum apney aap ko hargiz koi ilzam mat dena,
ye souda hai muhabbat ka khasara ho bhi sakta hai
Apni Nazroon Se Jo Gir Jaye Woh Chehra Na Bana
Mujh Ko Lamhe-A-Fursat Ka Khilona Na Bana

Saink’roon Rastey Hain Ajnabi Ho Janey Ke
Tark Karna Hai Tou Talook Ka Bahana Na Bana

Jhoot Ehsaas Ki Qandeel Ko Boojha Deta Hai
Muhjey Insaan Samja Khud Ko Farishta Na Bana

Apni Yaadein Tu Mere Dil Main Basi Rehne Dey
Is Mehaktey Huay Gulzaar Ko Sehra Na Bana

Mein Tu Pehle Hi Zakhum Liye Phirta Hoon
Muhjey Aab Shehar Dard-E-tamasha Na Bana

Thak Gaeen Hain Mere Ehsaas Ki Aakhain
Nqash-E-Deewar Per Aab Koi Afsana Na Bana