Pass wo Itna tha jaIsay dIl aur dharkan
Dekhta tu hum dono meIn fasla bhI bohat tha
MIlnay kI tarhan hum mIl na paye thay kabhI Mera aur uska rabta bhI bohat tha
Itnay arsay meIn bhI usay mujh par aItbar na aya
Ye sach haI wo mujhay janta bhI bohat tha
Wo mIl kar bhI na mIl saka ye muqadar kI baat haI MeInay duaaon meIn usay manga bhI bohat tha
RuswaaI k dar say wo rakh na saka muhabbat ka bharam
LaIkIn yeh sach haI k wo mujhay chahta bhI bohat tha
jab kabhI koI yaad
achaanak ankheIn chabho jae
to merI hathelIyon ke lams kI baaz gasht
honton se lagaana
use saanson se garm karna
or palkon ko band kar ke
ankhon se choom lena
DIl KI dhadkno KI awaz SunI he maIne, ApnI Ankho se KoI Baat kahI HaI MaIne,
Bus 1 dedar k lIye Khud ko sambhale BaIthe haI,
Jane Ye Ishq Me Kaun c raah ChunI He MaIne?
Kahan dIl chor aye ho,
bohut chup chap se rehtay ho,
Na bante ho na sanwarte ho
na koI bat karta ho
BharI mehfIl maIn bhI aksar
hamesha khoay rehtay ho
UdasI aankho maIn le kay
her ek chehre ko takte ho
KoI jab yaad aata haI to
ThundI aah bharte ho
To khul kar kIon nahIn kehtay
KIsI se pyar kertay ho.