Inda SMS Messages1123 messages

zIndagik kisi mor per khud ko tanha na samajhna,me tere sath hun apne se juda na samjhna,me tujhse jan se bad kar pyar karta hun,meri muhabbat ko bura na sajhna,tum phuloon ki tarah khubsurat ho,masoom ho,dekho meri is tareef ko bejaan na samjhna,umar bher tera sath dene ka wada kiya he,zIndagi ne agar sath na diya to bewafa na samjhna,ab b tune mere pyar ko thukraya sanam,ise mera muqaddar jan na apni khata na samjhna..
Tufano me jIndagi ko panah kaha milti hai,
Anjani rahon me rahe kaha milti hai.
Arey, TAJMAHAL banane ka hosla to ham bhi rakhte hai,
Magar wafadar MUMTAJ kaha milti hai
Yuhi ter pyaar mein behekne ko ji chahata hai,
tere saath saath chalkar zIndagi bitane ko ji chahata hai,
tum ho door par tumhari yaadein dil mein hai,
isi tarha roz un yaadon mein machalne ko ji chahata hai
Ishq kar deta hai bekrar, bhar deta hai pathar k dil mein pyaar, har 1
ko nahi milti zIndagi ki ye bahar, kyunki ishq ka dusra naam hai
intezar.........
ZIndagi se sabhi ko mohabbat hai,par zIndagi kisiki mehboob nahi
banti,tamanna leker jeete hain sab log,magar har tamanna TAQDIR nahi
banti...
ZIndagi ek chahat ka silsila hai,

koi kisi se mil jaata hai to koi kisi se bichad jaata hai.

Jise hum maangte hai apni dua me,

wo kisi ko bina maange mil jaata hai.
Kuchh hum bhi pagal hain
Kuchh tum bhi deewane
na tumko koi samjhe
Na humko koi jane

Hum kuchh aise nirale hain
Dil jo bhi kahe wo kerte hain
Hum dekh ke jinko jInda hain
Sach kahoon to un pe murte hain
Hum agar hain manchule
To wobhi hain ek Diljule
Jeewan ki raah men jo door chule
Wo yaad karenge humeN
maan ke kuchh bhi

Mana honge hum kahain
aur tum kahin koi ghum nahin
Jayen chahe hum kahin bhi
Yaaden aayengi wohi haseen
Yaaden jub aayengi
Aise kuchh chhayengi
Beete huwe din raat ki tasweer layengi


kuchh hum bhi pagal hain
Kuchh tum bhi deewane ho
Na tumko koi samjhe
Na humko koi jane
Dard bhari zIndagi ka suraag dhondte hai
hai andhera bhut yaha eak chiraag dhondte hai banaye thy tamsha zIndagi ko es tarh
ke un mherbaano ka elaaj dhondhte hai koi en andhero main meri dil ki shmma jala de
hum apni badnasibi ka raaz dhnodhte hai hasrat ka aayina ye pather dil se toot gaya
sisho ke en tokdo main apna aaj dhondhte hai maazi ke tulkh lamho ne hame jhulas ke rakh diya
dil ko bhlane ke liye koi haseen khaab dhondhte hai
zIndagi ke har mod par sath tum mere rahna
door chahe tum raho par dil main sada rahna.
mujh sey dur hone k baad
yaad aon ga main

har khushi rooth jane k baad
yaad aon ga main

apnu k rooth janey k baad
yaad aon ga main

moosam badalney k baad
yaad aon ga main

ab mujh sey saha nai jata
zIndagi sey rooth janey k baad
yaad aon ga main
Ek Pal Ki Ye Baat Nahi

Aur Do Pal Ka Ye Saath Nahi.

Yun To ZIndagi Ek Safar Si Ban Gayi Hai,

Par Wo Safar Hi Kya Jisme Aapka Saath Nahi.
Jabse in hathon ko kisine thama hain,

zIndagi jaise badal gayi.

Jis khushi ke liye hum tadapte rahen,

woh khushi aaj hamein mil gayi