Inda SMS Messages1123 messages

ZIndagi hai nadan isi liye chup hoon,

Dard hi dard subah shaam isi liye chup hoon,

Keh du zamane se dastan apni,

Usme aayega uska naam isi liye chup hoon.
Kisi ki chahat pe zInda rehne walay hum na thay''Kisi per mar mitnay walay na thay''Aadat si ho gayi hai tumhai yaad karne ki''Werna kisi ko yaad kerne walay hum na thay...
Guzri hoi ZIndagi ko kabhi Yaad na ker* Taqdeer mai jo likha hai uski Fariyaad na ker* Jo hona hai wo ho ker rahega* Tuu Fikar mai apni hansi barbaad na ker
Ye kabhi na socha tha tumse humari judaii hogi
Tumse dil lagane ki saza tum mujhe aise dogi
Hum to aapki wafa pe zInda the
Ya na pata tha aap sab se badi bewafaa hogi
Humse pucho kya hota hai pal pal bitana,
bahut mushkil hota hai dil ko samjhana.
ye zIndagi to beet he jayege,
bus mushkil hota hai kuch palo ko bhulana..
Mehak dosti ki ishq se kam nahin hoti,
ishq se zIndagi khatam nahin hoti,
sath agar ho zIndagi main doston ka,
to zIndagi jannat se kam nahi hoti..
Apne labon ki Hansi Aap k Naam kar Dengay,Har Khushi Aap Pe Qurbaan kar Dengay,Jis Din Hogi Kami Meri Dosti Men,ZIndagi ko Moat Kay Naam kar Dengay.
Udass lamhon ka na koi malal rakhna,

Tufan mein bhi wajood Sambhal rakhna,

Kisi k liye shart-e-zIndagi tum ho,

Kisi ki khatir hi apna khayal rakhna .!!
Ek lamhe mai uss ne zIndagi ujaar di,Ek lamhe mai uss ne zIndagi sanwaar di,Qasoor uss ka nahi mera tha jo in hi dou lamhoun mai zIndagi guzaar di.
Musafir to bichadte hain , rafaqat kab badalti hai
Mohabbat zInda rehti hai,mohabbat kab badalti hai

Tumhi ko chahte hain hum ,tumhi se pyar karte hain
Yehi barson ki aadat hai aur aadat kab badalti hai

Tumhe jo yaad rakha hai yehi apni ibadat hai
Jo paththar par likhi jaaye ,ibarat kab badalti hai

Kali ka phool banna aur bhikhar jaana
Yehi qaanoon -e- fitrat hai to fitrat kab badalti hai

Jo dil pe naqsh kar jaaye aur aankhon mein simat aaye
Alaamat hai yeh chaahat ki to chaahat kab badalti hai

Use chaaha use pooja yehi tauqeer hai apni
Hamein gumrah mat samjho ibaadat kab badalti hai

Purane zakhm ko ab Bhula dein yahi achcha hai
Na chaahe aap hi koi to qismat kab badalti hai
ZUBAN KHAMOSH AANKHON MEIN NAMI HOGI,


YEHI BAS EK DASTAN-E-ZIndaGI HOGI,


BHARNE KO TO HAR ZAKHAM BHAR JAYEGA


KAISE BHAREY GI WOH JAGAH JAHAN TERI KAMI HOGI.
kyu ZIndagi ki rah main majboor hogaee
Itne howe kareeb key hum dhur hogaee
Aisa nahi key hum ko koi bhi khushi nahi
Lekin ye ZIndagi tho koii ZIndagi nahi
Kyus key faseley humein manzoor hogee
Iney howe Kareeb key hum dhur hogaee
Paya Tumhain tho Hum ko laga Tumko Kho dia
Hum Dil pe Roye Aur ye Dil Hum pe Roo dia
Palkoon se khawab kyu Gire kyu churr hogaee
Itne howe Kareeb key hum dhur hogae
Kyu ZIndagi ki raah main Majboor hogaee
Itne howe Kareeb ke ........... Dhur hogaee