Inda SMS Messages1123 messages

Aap Na Hoty To Hum Koh Gay Hoty,
Apni ZIndagi Sa Ruswa Ho Gay Hoty,
Ye To Apko Gud Morning K Kehny K
Liye Uthay Ha Warna Hum
To Ab B So Rhy Hoty

Gud Morning.
Sbha Ka Hr Pal ZIndagi
De Aapko

Din Ka Hr Lmha Khushi
De Aapko

Jahan Gham Ki Hawa
Chuu k B Na Guzry

KHUDA Wo JANNAT Si
Zameen De Aapko

Aamin

G o_O d
Morning
ZIndagi me kamyabi ki
MANZIL k liye
KHWAB zaruri hai !!
Aur khwab dekhne k liye
NEEND !!
To apni MANZIL ki pehli sidi
chadho !! Aur .....
SO JAO!! GUD NITE !!!princess

0

0

0

0
.shhhhhhhhh.I"m walking slowly,bcoz u might be sleeping,
I"ll just leave my message 4u"GOOD NIGHT & SWEET DREAMS"..
ZIndagi me kamyabi ki MANZIL k liye KHUWAB zarori hai
Or khuwab dekhne k liye NEEND!
Tu apni MANZIL ki pehli siri charho!
Aur. . . . ,
So Jao
"GOOD NIGHT".
"ZIndaGI EK
RAAT HAI"

Jiss Main Na Jane Kitney Khaab Hain,

Jo Mill Jayen Woh Apne Hain,

Jo Toot Jaain Woh Sapne Hain..

....Good Night....
Muskurahato''n Se Bhari
ho ZIndagi

Chahato''n Se Bhar Ho
har Pal

Daman Bhi Chotta Lagny
Lagey

Itni Khushya''n De
Aap Ko Har Aane Wala Kal


G ''o_o'' d Night (:
ZIndagi


ek hasti hui pareshani hai

haye, kyn zIndagi hamari hai
Woh insaan hi kya jo tere hotel ke harche utha na sakay......
mein chuka kar saare bill zInda rahoon khuda na kare...!!!
Kabhi Dil Ye Chahai Sms Karey Koi.
Hum Bhi Kahain K Hum Ko Bhi Sms Kerta Hai Koi.
Kia Hum He SMS ker K Yaad Dilaen K Hum ZInda Hain.
Kabhi Aap Bhi Apni ZIndagi Ka Ehsas Dilay Koi
ZIndagi Jaise Ek Saza Si Ho Gayi Hai,
Gamm Ke Saagar Me Is Kadar Kho Gayi Hai,
Tum Kar Do Ek SMS Yeh Guzarish Hai Mujea,
Tumhari SMS Ki Adat Si Ho Gayi Hai..
Teri ulfat ko kabhi nakam na hone denge teri dosti ko kabhi badnam na hone daingayn meri zIndagi me suraj nikle na nikle teri zidagi me kabhi sham hone na denge
Ye zIndagi tere saath ho,

Ye arzoo din raat ho,

Main tere sang sang chalon,

Tu har safar mein mere sath ho,

Main kanton par bhi chal paron,

Tere pyar ki jab barsat ho,

Kabhi sham dhalay jab hum milain,

Na din dhalay na raat ho,

YE ZIndaGI TERE SATH HO... !