kabhi zid kr k aur kabhi khana na khany ki dhamki dy kr
aur phir fakhar kea krta mezaj main hat dharmi aur zid tuu ab b wesi hi ha lekin hat dharmi aur zid sehny wala koi nahi
dhamki b dy sakta hon
lekin dhamki main any wala koi nahi
es k bawjud
jo kuch b chaha ha jesy tesy hasil kea ha aur duniya ki beshumar nemat''ain muyasar hain
magar
wo lamhy jo beet gay
aur waqt jo guzar gaya kahan say laa''on aur kis say mangon??

jab bahaar aei tuu sehra ki tarf chal nekla sehn_e_gul chor gaya dil mera pagal nekla hum sakon dhundny nekly thy pareshaan rahy
shehr tuu shehr ha jungal b na jungal nekla hum usy dhundny nekly tuu neshaan tak na mela dil main mojud rahaankh say ojhal nekla wo jo afsana_e_ghum sun k hansa karty thy
etna roay hain k sab ankh ka kajal nekla ek mulakat thi jo dil ko sada yad rahi
hum jesy umar samjhy thy eo ek pal nekla..!!
Bicharty wqt us ne kha tha,
Na sawal krna na jawab mily ga,
mujy bhol jana qrar mily ga.
Hm us muqam pr thy,
Na swal kia na jawb mila,
na bhol sky na qrar mila
Waqt nay saari kahani he badal daali
Pyar ka naam jo aata hai to dar lagta hai
Zakham kuch esay bhi apnon nay diay hain mujh ko
ab koyi haath milaata hai to dar lagta hai!!!
Ham rait pe naam kabhi likhte nahi ,
Rait pe likhe naam kabhi tik''te nahi ,
Log hamai pathar dil kehte hain ,
magar ,
Pathar pe likhe naam kabhi mit''te nahi . .