Vo kehta Hy Mujhe Phoolon §e Piyar Hai
Lakin Jab Phool khilte Hain To Vo Unhain Tor Deta Hai
Vo kehta Hai Mujhe ßarishon §e Piyar Hai
Lakin Jab ßarish Hoti Hai To Vo Kamre Mai ßand Ho Jata Hai
Vo kehta Hai Mujhe Hawaon §e Piyar Hai
lakin Jab Hawain Çhalti Hain To Wo khirkiyan ßand kar Deta Hai
aur Us Waqt Mujhe Darr §a Laga
har lafz se us k main ne chahat ki hai
us k har vaade ki izzat ki hai
har khwab ko us k samjha hai apna us k har ehsas ki ibadat ki hai
wo hanste hanste jo ansoo de deta hai
main ne to un ansuon se b mohabbat ki hai!!
~ Tun Bin ~
wo khatam qaid ki miad bhi nahin krta,
magar main zahmat-e-feraad bhi nahinkrta,
kabhi kabhi wo itna yad aata hay"faraz''
main zid main aa kr use yad bhi nahin kr
Lagta nhi k sath nibhae ga dair tak,
Lekin wo muJh ko bhool na pae ga dair tak. . .
Jo bhi qareeb aae ga us k usy zaror,
wo meri dastan sunae ga dair tak. . .
Dhonde ga wo muJhe inhi galiyon me aik din, Dhonde ga or muJh ko na paae ga dair tak. . . Me sahilon ki rait pe likhon ga us ka naam,
Wo paani pe naqsh banae ga dair tak. . .
Kis haal me hon us k baad me, Sun kar use yaqeen naaaega dair tak......................
Mujhe kinary ki kab tamana,
Tujhay hai darya k par jana, Biphartay darya ki surkh maujen bata rahi hen, Khiraj mangay ga tujh say darya Jo meri mano to aisa kar lo,
mujhay sharik-safar bana lo,
Khiraj mangay jo tujh se darya Mujhay bhanwar mein utaar jana.
Tera zaroori hai par jana................