merey baghair kabhi guzar auqat na karna,
jiss baat pe dil tootey wo baat na karna,
rakhna tamam umer mujhey dil mein basa kar,
chahey apnoon mein shamil meri zaat na karna
Dil Lagi Thi Usey Hum Se Mohabbat Kab Thi
Mehfil-e-Gair Se Un Ko Fursat Kab Thi
Hum Thay Mohabbat Main Lot Jane K Qabil
Us K Wadoon Main Wo Haqiqat Kab Thi…
Lekar hum doosron ki hansi kya karein,
Jo nahi apni woh khushi kya karein.
Tanha jine se behtar hai mar jayein hum,
Jab ssth nahi tu to zindagi jikar kya karein......
khush rahe ya udaas rahe
zindagi tere aas pas rahe
chand in baadlio se niklega koi aaye ga dil ko aas rahe
hum muhabat ke phool hai shayad
koi kanta bhi aas pass rahe
mere seene me is tarah bas ja meri sanson me teri khushbu rahe
aaj hum sab ke saath bahut hase
aur phir deir tak udaas rahe
Kyun har baar hum unki baton mein aa jaate hain
Kyun baar baar unke kehne se maan jaate hain
Har dard ko sejhne ke baad bhi unke saamne muskurate hain
aur aapne haaton se apne aasuon ko poochte jaate hain