Is Peyari pryari Rena ko
Is Dukh bhari chena ko
abhi Marna nahi tha jeena tha Kuch Zehar dukhon ka peena tha Is Chanda jesi Soorat ko
abhi marna nahi tha jeena tha Par maar deya hallat ne us ko
Cheen li Waqat na har khuahish
ho gai Chiriya band Zindan mein
Phir to us ko rona tha Dukh ki baat to ye ha ke
Us Sohni Sohni Chiriya ko
abhi marna nahi tha jeena tha.
Chahron mein Ek chahra khojne ki aadat ha Mujh ko Bheer mein beth kar sochnay ki aadat ha Gila ho kabhi to keya un se sitam giri ka ke jinhen
Phool Shakhon se nochnay ki aadat ha.
Mein Hon Bewafa Mujhe Wafa Ka Pata Nahi
Meri Zindagi hai Bewajha Mujhe Zindagi Ka Pata Nhai
Meri Jaan Hi Koi aur Hai MUjhe apni Jaan Ka Pata Nahi
MujhSe Rahe Door Her Shaks Mujhe Bandagi Ka Pata Nahi
Meri Saans Kisi K Dam Se Hai Mujhe Iss Shaks Tak Ki Khabar Nahi
Meri Zindagi hai Bewajha Mujhe Zindagi Ka Pata Nhai
Jisko Mangy Ga Tujhko Wo Mil Jaye Ga Bas Sirf Tujhse Tera Yeh Dil Jaye Ga Dil Bhi Nadaan Hai Kyun Pereshan Hai
Usko Dekhe Ga To Khud Hee Khil Jaye Ga Ishq-O-Masty Ko Tu Itnaaasan na Samjh
aaye Ga Tujh Pe Jab Tu bhi Hil Jaye ga Bewafai Ka Koi B Merham Nahi
Rafta Rafta Zakham Khud Hee SIl Jaye Ga Jab Chale Ga Tu Kanto Pe To Phir
Jism Tera Kharashon se Chil Jaye Ga